Kisi ki muskuraahaton pe ho nisaar, Kisi ka dard mil sake to le udhaar, Kisi ke vaasta ho tere dil mein pyaar, Jeena isi ka naam hai.